English : 19/03/24   Hijri : 

Aqaid  

Milad e Mustafa
milad_sbconsultancy Quran: Allah Ta’ala, Quran E Majeed Mein Irshad Farmata Hai: “Allah Ke Fazal Aur Uski Rehmat Per Khoob Khushiya Manao” [ Surah E Yunus : Ayaat No. 58 ] Isi Tarha Allah Tala Ek Aur Makam Per Irshad Farmata Hai: “Aur Tum Per Allah Ki Naimato Ka Khoob Zikr Karo” [ Surah E Baqra : Ayaat No. 231 ] Isi ...
Read More
Ilm e Ghaib
milad_sbconsultancy Imam Ragib Asahani Rehmatullah ( Sun’e Vafat 502 Hijri) Gaib Ki Tareef Karte Hue Farmate Hai, Lafz’e Ghaib Masdar Hai. Jab Suraj Ankho Se Chup Jaye To Kaha Jata Hai Ke Suraj Gayab Ho Gaya, Aur Gaib Ka Lafz Har Us Poshida Cheez Ke Liye Istemaal Hota Hai Jo Insaani Hiss (Sense) Se Chuppi Ho. Aur Jo Hawas ( Yani ...
Read More
Darood O Salaam
milad_sbconsultancy Darood (Salat) Maa’ena: Dua Karna, Namaz , Tasbeeh, Rahmat. Har Lafz Ke Do Maa’ena (Meaning) Hote Hai: a) Haqiqi. b) Majazi. Salat Ka Haqiqi Maa’ena – Dua Salat Ka Mazajiz Maa’ena–Namaz. Jab Salat Ka Haqiqi Maiyna Muraad Ho To Iski 3 Kisam’E Banti Hai: a) Jab Salat Ki Nisbat Insaan Ki Taraf Ho To Iska Maiyna Hota Hai Rehmat Talab ...
Read More
Qayamat
milad_sbconsultancy Touhid Wa Risalat Ki Tarha Qayamat Per Bhi Emaan Laana Zarooriyate Deen Mein Se Hain, Jo Shakhs Qayamat Ka Inkaar Karen Who Khola Kaafir Hain. (المعتقد المنتقدمع المعتمد المستند،من اقر بالجنۃ والناروالحشرلکن اولھا۔۔۔الخ،ص۱۸۰) Har Musalman Ke Liye Is Qaide Per Emaan Lana Farz E Aen Hain Ke Ek Din Yeh Zameen Wa Asman Balke Qul Aalam Aur Sara Jahan Fana ...
Read More
Sahabi
milad_sbconsultancy Defination: Humare Huzoor Nabi E Karim Sallalahu Alahi Wasalam Ko Jin Khush Naseeb Musalmano Ne Emaan Ki Halat Mein Dekha Aur Emaan Per Hi Unka Khatima Hua Un Buzurgon Ko Sahaabi Kehte Hain. (فتح الباری شرح صحیح البخاری،کتاب فضائل اصحاب النبی صلی اللہ علیہ وسلم ، باب فضائل اصحاب النبی صلی اللہ علیہ وسلم ومن صحب النبی صلی اللہ علیہ ...
Read More
Jinn (Jinnat)
milad_sbconsultancy Allah Ne Kuch Makhlooq Ko Aag Se Paida Farma Kar Unko Yeh Takat Di Hai Ke Woh Jo Chahen Shakal Ikhtiyaar Kar Len. Is Makhlooq Ka Naam Jinn Hain. Yeh Bhi Humko Dekhai Nahi Dete. Yeh Insaano Ki Tarha Khate Pite, Jeete Marte Hain, Inke Bache Bhi Paida Hote Hain. (پ۱۴،الحجر:۲۷/ التفسیر الکبیر، المسألۃ الثالثۃفی ان ابلیس ھل کان من ...
Read More
Farishte
milad_sbconsultancy 1) Khuda Ki Touhid Aur Uske Rasool’on Per Emaan Lane Ke Saat Saat Farishton Ke Wajood Per Bhi Emaan Lana Zarooriyat’e Deen Mein Se Hain. Farishto Ke Wujood Ka Inkaar Krna Kufr Hain. (الفتاوی الرضویۃ الجدیدۃ ، ج۲۹،ص۳۸۴) 2) Allah Ne Apni Kuch Makhlokat Ko Noor Se Paida Kar Ke Unko Humari Nazro Se Chupa Diya Hain Aur Unko Yeh ...
Read More
Asmani Kitaab’en
milad_sbconsultancy 1) Allah Ne Jitney Sahife Aur Kitaabe Asmaan Se Naazil Farmai Hain Sab Haq Hain Aur Sab Allah Ka Kalam Hain, In Kitaabon Mein Jo Kuch Irshad E Khudawandi Hua Sab Per Emaan Lana Aur Unko Sach Manna Zaroori Hain. (النبراس، بیان الکتب المنزلۃ،ص۲۹۰) Kisi Ek Kitaab Ka Inkaar Krna Kufr Hain. (الشفاء بتعریف حقوق المصطفی صلی اللہ علیہ وسلم، ...
Read More
Aalam e Barzakh
milad_sbconsultancy Defination: Marne Ke Baad Aur Qayamat Se Pehle Duniya Aur Aakhirat Ke Darmiyan Ek Aur Aalam Hain. Jisko Aalam E Barzakh Kehte Hain . (پ۱۸،المؤمنون:100/ شرح الصدور،باب مقر الأرواح،ص۲۳۶) Tamam Insaano Aur Jinn’on Ko Marne Ke Baad Issi Aalam Mein Rehna Hota Hain Is Aalam E Barzakh Mein Apne Apne Aamaal Ke Aitebaar Se Kisi Ko Aram Milta Hai Aur ...
Read More
Nabowat Wa Risaalat
milad_sbconsultancy 1) Allah Ne Apne Bandon Ki Hidayat Ke Liye Bahot Se Paighambaro Ko Duniya Men Bheja. Yeh Sab Paighambar Tamam Gunaho Se Paak Hain. (المسامرۃ بشرح المسایرۃ ، الکلام علی العصمۃ ، ص۲۲۷) • Aur Allah Ke Bahot Hi Neik Bande Hain, Allah Ke Sab Paighambaro Ka Yehi Kaam Hain Ke Woh Allah Ke Paigham Aur Uske Ahkam Ko Bando ...
Read More
ALLAH Ki Zaat O Sifaat
milad_sbconsultancy 1) Tamam Aalam Zameen Aur Asman Wagera Sara Jahan Pehle Bilkul Naapaid ( Pehle Nahi Tha, Baad Men Takleeq Kia Gaya ) Tha, Koi Cheez Bhi Nahi Thi, Phir Allah Ne Apne Qudrat Se Sabko Paida Kia To Yeh Sab Kuch Mujood Hua. (شرح العقائد النسفیۃ ، مبحث العالم بجمیع اجزائہ محدث ، ص۲۴ / پ۷،الانعام : ۱۰۱ ) 2) ...
Read More
Aqaid Kiya Hain ?
milad_sbconsultancy Lafzey Aqeedah Bana Hai A’qdun (عقدٌ)Se Or A’qdun Ke Lugwi Maana Girah Ya Ganth Ke Hein. Jis Tarah Kisi Cheez Mein Girah Lagane Se Wo Cheez Jam Jati Hain Isi Tarah Dil Ka Kisi Nazriye Par Jam Jana Ya Dil Ka Is Nazarye Per Mutma’in Ho Jana A’qeedah Kehlata Hain. Jesa Ke Moa’jam Lugatul Fuqaha’a Mein Hey A’qeedah Ki Tareef ...
Read More
facebook
facebook
Online Fatwa
Translate Into Different Languages
Rough Translation
Video Gallery
snaimg
S.N.A HOSPITAL